30+ Saal Se, Swaad Wahi.
Vakil Shahab ne jis Paan parampara ki shuruaat ki, aaj wahi pehchaan Mr. Prince Chaurasiya ke saath Vasant Kunj mein aage badh rahi hai.
Har Paan mein tehzeeb, tazgi aur mehmaan-nawaazi ka ek chhota sa ehsaas.
Simple Paan se premium presentation tak, pasand aapki.
Pasand ka Paan chuniye aur WhatsApp par baat kijiye.
Variety aur ingredients preference aur availability ke hisaab se.






